Azaadi ka jashn kuch is tarah manao,
Azaad hume jo kar gaye, unhe adarsh banao.
Ho udaane oonchi aasmaano mein,
Sanskaar ko apna farsh banao.
Apne dukho se ubhar kar ab,
Auro ki khushi ko apna harsh banao.
Toofaan ke aage jhuke nahi,
Har chunauti ko ek sangharsh banao.
Azaadi ka jashn kuch yu manao,
Har haar ko apni Jeet banao!!
Be Independant...
Celebrate Independance!!
Sapna...
No comments:
Post a Comment